Aaj
Suna hai aaj woh kisi aur ke ho jayenge,
Aate hai kabhi din bhi aese,
Jab apne apno ko chodkar auro ko aajmayenge.
Khushi milti nahi yu aasaani se,
Yaha to tarse hue ko bhi tarsa yenge
Ajibsa lagta hai hame,
Aaj se weh apno se sarsayenge.
Un badlo ka kya dosh,
Jaha baad aai, ab ushi par khud ko barsayenge.
Nitin Pareek